Today our Big B turns 77. Referred to as Shahenshah, Sadi ka Mahanayak, and Star of the Millenium has appeared in more than 190 movies and is still the most loved person on screen. Amitabh Bachchan has made his way to the stardom and earned all the love from the fans through life long Hard work of more than 5 decades! From grueling Action films to rom-coms or light-hearted comedies. Megastar Amitabh Bachchan has done it all. Known as the most influential actors Bollywood has ever had. He has ruled the Bollywood (still rules) the Bollywood with so total dominance that a French director François Truffaut called him the One-man industry. Last but not the least how can we even forget the Magnetic trance of his Voice. We have prepared the list of Amitabh Bachchan’s most iconic, entertaining and unforgettable dialogues that no other person could have brought justice. These are the dialogues that already has, and will live on for generations.

Rishte mein toh hum tumhare baap lagte hain, naam hai ShahenShah! –ShahenShah

Don ko pakadna mushkil hi nahi, namumkin hai. –Don
Mujhe jungli billiyan pasand hain. –Don
Don ka intezaar toh gyaarah mulkon ki police kar rahi hai. –Don
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai, ki zindagi teri zulfon ki narm chhaon mein guzarne paati to shadab ho bhi sakti thi. –Kabhi Kabhie

Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, maa ka naam, Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal. - Agneepath

Aaj mere paas bangla hai, gaadi hai, bank balance hai, kya hae tumhare paas? - Deewar
Main aaj bhi phenke hue paise nahin uthata - Deewar
Jao pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mera baap ko chor kaha tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne meri maa ko gali deke naukri se nikal diya tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mere haath pe ye likh diya tha..ye.. uske baad, uske baad, mere bhai, tum jahan kahoge main wahan sign kar doonga. - Deewar

Moochein ho to Nathulal jaise warna na ho. - Sharaabi
Govardhan seth, samundar mein tairne waale kuoon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain. - Sharaabi
Do aansoo is aankh se gire, phir do us aankh se. Phir do is aankh se, do us aankh se. Phir do is aankh se, do us aankh se. Kitne huye?…Nau lakh ke haar ke liye, barah lakh ke aansoo? Daddy hote to kehte: Vijay, tumhe business karna nahi aata? - Sharaabi
Main aur meri tanhai, aksar yeh baatein karte hai - Silsila
Angrezon ke zamaane ke jailor, aur itni ghabrahat? - Sholay
Tumhara naam kya hai, Basanti?– Sholay

Parampara, Pratishtha, Anushasan. Ye is gurukul ke teen stambh hai. Ye wo aadarsh hain jinse hum aapka aane waala kal banaate hain. - Mohabbatein
Is Imaarat ki neev itni majboot hai ke koi Raj Aryan haathon me violin aur chehre pe muskaan liye uski ek bhi eenth hilane ke liye kadam nahi rakh sakta -Mohabbatein
Hum jahan khade ho jaate hain, line wahi se shuru hoti hain. - Kaalia
Aap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai, jailer sahab, Kaalia ki himmat ka faulaad nahi dekha. – Kaalia
I can talk English, I can walk English, I can laugh English because English is a very phunny language. Bhairo becomes Byron because their minds are very narrow! - Namak Halal
Bachpan se hain sar par Allah ka haath, aur Allah Rakha hai mere saath, baazu par hai saat sau chhiyaasi ka billa, bees number ka beedi peeta hoon, kaam karta hoon coolie ka aur naam hai Iqbal. - Coolie

Mujhe jo sahi lagta hai main karta hoon, fir chahe wo bhagwan ke khilaaf ho, kanoon ke khilaf ho ya pure system ke khilaaf. - Sarkar
Apni sharto par chalne wale ko keemat chukani padati hai, mujhe jo sahi lagta hai wo mai karta hu - Sarkar Raj

Narang saab, yeh kaam koi bhi insaan akele kar sakta tha, basharte ki use bhi meri hi tarah yeh pata hona chahiye ke woh is duniya mein akela aaya hai aur akela hi jaayega, isliye agar usey kuch karna hai toh woh bhi akele hi karna hoga. - Shakti
Bahut koshish ki apne dil se aapki mohabbat nikal doon lekin mein hamesha aapse pyaar karta raha. Chaha ki na karoon lekin aisa kyun, kyun aisa? - Shakti
Sooryavansh ek aag hai jisme doston ke liye jitni jyoti hai, dushmanon ke liye utni hi jwala. –Sooryavansham
Mujhse pehle zero, baad mein bhi zero … bas beech mein hero … kyun ki zero ke peeche ek hero hota hai. - Shamitabh

Khel khel mein, khel khel ke, khel khel yeh aa jayega … haar jeet se, haar jeet ke, jeet haarna sikhayega … khel khel mein. - Wazir
Khel khel mein, khel khel ke, khel khel yeh aa jayega … haar jeet se, haar jeet ke, jeet haarna sikhayega … khel khel mein. - Wazir

Humare yahan ghadi ki sui character decide karti hai. - Pink
Na shabd ek shabd nahi, apne aap me ek pura vakya hai. - Pink
Also, read: top-iconic-roles-ultimate-bollywood-diva-rekha